How To Check Computer Generation





Hi Friends Mera Naam MAZHAR FAREED Hai Aur Aaj Aik New Post K Sath Apki Khidmat Me Hazir Hon Aur Aaj Is Post Me Hum Dekhengy Computer System Ki Generation Kaise Check Ki Jati Hai.
Friends Computer System Ki Generation Us Waqt Check Ki Jati Hai Jab Hum Koi System Hum Buy Krty Hain Aur Hamien Pora System Achi Trah Check Krna Chahye Buy Krne Se Pehle Jaisa Keh



  • 1-Processor
  • 2-Graphic Card
  • 3-Generation
  • 4-Hard Disk
  • 5-RAM
  • 6-Battery Health
  • 7-Hard Disk Health
  • 8-& Much More…
Q Keh Friends Baad Me In Chezun Ka Problem Banta Hai Aur Hum Us Waqt System Wapis Bhi Nahin Kr Sakty To Is Liye Hume Sab Kuch Check Kr Lena Chahye

How To Check Computer Generation

 Step1 : My Computer Par Right Click Kren Aur Properties Par Click Kren
                          How To Check Computer Generation


                  Step 2 : Properties Pe Click Krne System Me Jayen
                 Step 3 : System Me Processor Properties Me Jayen
              
Friends Yahan Par Jis Jagah Pe Red Aero Hai Yahi Apk System Ki Genration Hoti Ha  MAZHAR ENJOY FRIENDS


إرسال تعليق

أحدث أقدم